Madhya
Pradesh me ration card apply kaise kare
Namaskar
dosto Ration card aaj ke yug me garebo ke liye bahut hi zaruri ho gaya hai.sarkar ne garebo ke liye bahut si
yojnay banai hai .
jisse garebo
ka bhala ho sake .jise antar gat janta ko saste me anaj mil sake .jise liye aap
ke pas ration card hona zaruri hona
chahiye .
iske alava
bhi ration card ki aor bhi bahut jagah zarurat parti hai .
jaise bank
me account kholne me,gari ka laisen ,ticket buking, school me admishion ,aadi
me ration card ki zarurat parti hai.
aaj mai
aapko batuga ki aap Madhya Pradesh me ration card kaise banwa sakte hai
Apply
Online Ration Card
Sabse pahly
aap ko Madhya Pradesh ki ration card website samagra.gov.in para jana hoga.
Uske bad
aapko is website par log in karna hoga. Agar aap pahli bar is website par aaye
hai to aap is website par apni Id bana le.
Iske bad
aapko apne parivar ke sadasyo ko jorna hoga.
Ab aapko BPL
parivar aevam prabandhan pranali ki website par jana hoga .
Iske bad
aako nay samagra card banvane ke liye samagra BPL parivar hetu online aavedan kare par click kare.
Iske bad
aapko Id aor capcha code aadi ko bharna
hoga.
Iske bad aap
ko Go par click karna hoga.
Iske bad aap
ko zile ka nam nikay, gav,mohallah,aadi ankit hogi .
Phir bpl
avedan par sahi ka nishan lagay.
Iske bad aik
form khul jayga .
Isme mangi
gai sabhi jankariyo ko aap sahi- sahi bhar de.
Ab aap aavedan
kare par click kare.
Aap ka
aavedan ho gaya hai .aap ka ration card aik maheene me ban jay ga.aap on line
check kar sakte hai.
ye bhi parhe- Delhi me ration card apply kaise kare.
Ration
Card Ke Liye
Zaruri Dastavez
1-voter Id
2-Bijli ka
bill
3-teliphon
bill
4- aadhar
card
5-Incom
praman patr
6-Nivas
praman patr
Iske Alava Aap Sari Jankari Madhya Pradesh
Ki Ration Card Website Par Ja Kar Prapt Kar Sakte Hai .Is Par Aap Ko
Sabhi Jankari Vistar Se Mil Jay Gi .Jo
Ye Hai .
Madhya Paradesh Ki Sarkari Website
-: samagra.gov.in
Agar Ration Card Se Sambandhit Koi Jankari Aap Chahte Hai .To Comment Box Me Likhe .Mai Us Ka Jawab
Dene Ki Koshish Karu Ga .Aap Ka Bahut Bahut Dhanyavad.
0 Comments