Ration Card me parivar ke sadasye ka nam kaise jore
namaskar dosto aaj mai aap ko batuga ke parivar ke nay sadasye ka nam aap apne Ration Card me kaise jor sakte hai .nam jorne ke liye aap online ya offline aavedan kar sakte hai .ye karna bahut hi aasan hai.bharat sarkar ne bharat ke nirdhan logo ke liye saste daro par ration uplabdh karvati hai .iske liye aap ke pas Ration card hona aavshya hona chahiye . Jinka nam aap parivar ke Ration Card me jurvana chahte hai vo aap ke parivar ka sadasye hona chahiye .vo nimn likhit hai
Online Ration Card alt

1-navjat shishu ka nam
2-shadi ke bad apni  patni ka nam
Navjat shisu ka nam kaise jore
Aap apne ration card me apne putr ya putri ka nam jorna chahte hai to aap ko kuch aavshyak dastavezo ki aavshyakta pare gi. jo nimn likhit hai
1-shishu ka janam praman patr  ki photo copy
2-main ration card ki photo copy
3-abhibhavak  ke aadhar ki photo copy
Ab aap ko sabhi dastavezo ke sath nazdeek ke ration card office jana hoga .aor  ration card me nam  jur vane ka aavedan karna hoga .aavedan me sabhi aavshyak jakari bhar de .aavedan ke sath sabi aavshyak dastavezo ko sallagn karna hoga .aor ration card officer ke pas jama kar dena hoga.aap ke beta ya beti ka nam ration card me jur jay ga . isme lagbhg aik maheny ka samay lagta hai .aap online chek kar sakte hai

Ye bhi parhe-Online Ration Card list check 2020

Shadi ke bad apni patni ka nam kaise jore
Shadi ke bad apni patni ka nam aap ration card me jurvana chahte hai. to aap ko kuch aavshyak dastavezo ki aavshyakta pare gi .jo nimn likhit hai.
1-marrige certificate ki photo copy
2-patni ka aadhar card ki photo copy
3-husbend ka aadhar ki photo copy
Ab aap ko sabi dastavezo ke sath nazdeek ke ration card office jana hoga. Aor ration card me apni patni ka nam jur vane ka avedan karna hoga.avedan patr me sabhi avshyak jankariya  bhar de. avedan ke sath sabhi avshyak dasta vezo ko sallagn kar de. Aor ration card officer ke pas jama kar de .aapki patni ka nam ration card me jur jay ga . isme do se teen saptah ka samay lagta hai .aap online nam chek kar sakte hai
        Dhanya vad