Ration
Card me parivar ke sadasye ka nam kaise jore
namaskar
dosto aaj mai aap ko batuga ke parivar ke nay sadasye ka nam aap apne Ration
Card me kaise jor sakte hai .nam jorne ke liye aap online ya offline aavedan
kar sakte hai .ye karna bahut hi aasan hai.bharat sarkar ne bharat ke nirdhan
logo ke liye saste daro par ration uplabdh karvati hai .iske liye aap ke pas
Ration card hona aavshya hona chahiye . Jinka nam aap parivar ke Ration Card me
jurvana chahte hai vo aap ke parivar ka sadasye hona chahiye .vo nimn likhit
hai
1-navjat shishu ka nam
2-shadi ke bad apni patni ka nam
Navjat shisu ka nam kaise
jore
Aap apne
ration card me apne putr ya putri ka nam jorna chahte hai to aap ko kuch
aavshyak dastavezo ki aavshyakta pare gi. jo nimn likhit hai
1-shishu ka janam praman patr ki photo copy
2-main ration card ki photo copy
3-abhibhavak ke aadhar ki photo copy
Ab aap ko sabhi
dastavezo ke sath nazdeek ke ration card office jana hoga .aor ration card me nam jur vane ka aavedan karna hoga .aavedan me
sabhi aavshyak jakari bhar de .aavedan ke sath sabi aavshyak dastavezo ko
sallagn karna hoga .aor ration card officer ke pas jama kar dena hoga.aap ke
beta ya beti ka nam ration card me jur jay ga . isme lagbhg aik maheny ka samay
lagta hai .aap online chek kar sakte hai
Ye bhi parhe-Online Ration Card list check 2020
Ye bhi parhe-Online Ration Card list check 2020
Shadi ke bad apni patni ka
nam kaise jore
Shadi ke bad
apni patni ka nam aap ration card me jurvana chahte hai.
to aap ko kuch aavshyak dastavezo ki aavshyakta pare gi .jo nimn likhit hai.
1-marrige
certificate ki photo copy
2-patni ka
aadhar card ki photo copy
3-husbend
ka aadhar ki photo copy
Ab aap ko sabi dastavezo ke sath nazdeek ke ration card
office jana hoga. Aor ration card me apni patni ka nam jur vane ka avedan karna
hoga.avedan patr me sabhi avshyak jankariya bhar de. avedan ke sath sabhi avshyak dasta
vezo ko sallagn kar de. Aor ration card officer ke pas jama kar de .aapki patni
ka nam ration card me jur jay ga . isme do se teen saptah ka samay lagta hai
.aap online nam chek kar sakte hai
Dhanya vad
0 Comments